Saturday, 6 August 2016

Weight loss tips in hindi - motapa kam karne ke tarike aur upaye

 weight loss tips in hindi - Motapa kam karne ke tarike aur upaye

weight loss tips in hindi - motapa kam karne ke tarike aur upaye : kya aap pet ki charbi se pareshan hai kya bachche apka mazak udate hai aj kal motapa ek bahot badi samasya ho gayi he. Sharir par charbi ka adhik hona motape ka sabse bada reason hai. Galat tarah se khan-paan karna, rahan sahan problem, rojana chair par baithe rahna etc.  aaj motapa har teesre aadmi ki samasya ban chuki hai ajkal har vyakti apne aap ko fit banaye rakhna chahta hai. to chaliye jante hai motapa kam karne ke upaye. [weight loss tips in hindi - motapa kam karne ke tarike aur upaye]  
weight loss tips hindi me - motapa kam karne ke tarike aur upaye 
weight loss tips hindi me - motapa kam karne ke tarike aur upaye 


Jau ki roti

aap apne khane me jau se bane aate ki roti khae. Jau sharir me maujood atirikt charbi ko kam kar deta hai. jisse pet ki charbi kam ho jati hai.

Hari sabjiya

aapko jyada se jyada hari sabjiyo ka sevan karna chahiye hari sabjiyo me fibre aur calcium hota hai jo jisse sharir healthy rehta hai.

          * Motapa kam karne ke liye 

Green tea piye

subah me doodh wali tea ke bajaye green tea piye esse aapki sharir ki atirikt charbi kam hone lagegi aap din me 3-4 cup green tea piye esse aapko bohot fayeda hoga. [ weight loss tips in hindi - motapa kam karne ke tarike aur upaye ] 
Bharpur paani piye

agar aapko charbi kam karna hai to bharpur paani pina hoga esse aapki kidney achche se kaam karegi aur aapke pet me charbi jama nahi hone degi esiliye din me kam se kam 8 glass paani piye.

Friuts khaye

motape ko kam karne me fruits bohot madadgar hote hai esiliye roj 2 apples jarur khaye.

          * banana khane ke fayde
          * Paan ke patte ke fayde


Paryapt neend le

aap raat me kam se kam 7 ghante soye esse aapka sharir fresh rahega aur aapka stress harmone kam hoga aur aapke sharir ka motapa bhi kam hoga.

Over eating se bache

motape ka sabse bada karan over eating hi hota hai esiliye over eating se bache aap din me 3 bar khana khaye lekin thoda thoda.

Salad khae

agar aapka motapa bohot jyada hai to aap apne khane me salad jarur add kare aur din me ek time sirf salad hi khaye aap esse raat me khaye to achcha rahega aap chahe to salad ki matra bada le.

Karele ka juice pie

friends karela ka juice kadwa to lagta hai lekin ye pet ki charbi kam karne me bohot madadgar hota hai esiliye roj subah khali pet 1 cup karele ka juice jarur piye.


Khane ke baad paani na piye

khana khane ke turant baad paani na piye esse pet bahar nikal aata hai aur khana thik se nahi pachta hai. esiliye khana khane ke 1 ghante baad paani piye.

Khane ke baad

khana khane ke baad aap baithe ya lete rahna sahi nahi hota hai. khana khane ke baad aapko walk karna chahiye.

Khana khane ka tarika

khana jaldi jaldi nahi khana chahiye balki dheere-dheere aaram se khana chahiye jisse khana achche se pachega aur aapka wajan kam hoga

Exercise

motapa sirf khaan paan se nahi kam ho sakta eske liye aapko exercise bhi karna hoga app roj subah walking, running, cycling kare ya aap gym bhi join kar sakte hai. [ weight loss tips in hindi - motapa kam karne ke tarike aur upaye] 





Disqus Shortname

Comments system