Thursday 11 August 2016

pimples treatment in hindi pimples hatane ke tarike

pimples treatment in hindi pimples hatane ke tarike


pimples treatment in hindi pimples hatane ke tarike : kya aapke gore face pimples nikal aye hai. pimple ek bohot badi problem hai. jab bin bulaye face par pimples aa jate hai to bohot bura laghta hai. esse jyadatar teenagers effected hai. ye kisi bhi umar me kabhi bhi aa sakte hai. pimple aane ke bohot se karan hote hai jaise Oily skin, harmone changes, allergy aur bhi bohot se karan hote hai. pimples ke liye market me bohot saare cream aur face wash nikal gaye hai lekin ye hamesha fayedemand nahi hote hote. esiliye aaj me aapko pimples se chutkara paane ke liye khuch gharelu upaye batane wala hu jo bilkul natural hai. [ pimples treatment in hindi pimples hatane ke tarike ]

pimples treatment in hindi pimples hatane ke tarike
pimples treatment in hindi pimples hatane ke tarike


Gulab jal

guab jal me barabar matra me nimbu ka ras mila le fir ese cotton ki madad se pure chehre par achche se laga le aur 30 minute ke liye chehre par chod de fir saaf paani se chehra dho le esse 15 dino tak kare aur aapko fark najar aa jayega.


Neem

neem ek bohot fayedemad cheez hai eske anek faide hai neem ka upyog bohot karano se hota hai aur enmese ek pimple bhi hai. Neem ki pattiyo ka paste banker usse affected areas par lagaye esse aapke pimples bohot jaldi dur ho jatyenge. [ pimples treatment in hindi pimples hatane ke tarike ]


Miltani mitti

mutlani mitti ke to faide hi faide hai  skin se realed bohot karano me eska upyog kiya jata hai. aur ye pimples ke liye bhi bohot faidemand hai. multani mitti ka paste bana le aur ese apne pure face par laga le 30-60 minute baad ese saaf paani se dho eske pimple hatane ke sath sath aur bohot se faide hai.


Pudina

pimples ke liye pudina bhi kafi fayedemad hai. Pudine ki pattiyo ka ras nikalkar usse apne pimples par lagaye aur 10 minute tak chhod de. Ab chehre ko saaf paani se dho le aur fark dekhe. aur agar aapke face par pimple footne ke daag hai to pudeene ko pees kar paste bana le aur isse har roj apne chehre par lagaye. eeske aapko bohot jaldi faida najar aane lagega.


Kapoor

kappor ko naryal ke tel ke saath milakar chehre par 10-15 tak lagaye aur ese saaf paani se dho le esse aapke pimples to theek honge hi aur saath hi saath aapke face ke daag dhabbe bhi theek ho jayenge aap ese 1 se 2 hafte tak kare aur result dekhe. [ pimples treatment in hindi pimples hatane ke tarike ]


Tulsi

Tulsi ke taaja patto ko sukha kar pees le. Ab isme thoda sa paani mila kar ek leep banaye aur chehre par lagaye. Tulsi ke is lep sepimples aur jhuriya gayab hone lagti hai. ese 2 hafte lagatar karne par aapko farak dikhne lagega.


Bhaap

bhaap pimple pe bohot asardar hota hai bhaap lene se skin ke chote-chote ched khul jaate hai jisse ander ke dirt oil bahar aa jate hai aur pimple thik hone lagte hai aur wapas pimple ke aane ki sambhaona bhi kam ho jaati hai. ek katori me garam paani le aur uske saamne apna chehra le aate dyan rakhe ki bhaap aapke chehre se ho ke gujre. [ pimples treatment in hindi pimples hatane ke tarike ]


Ye bhi try kare

* pimples ko bar bar na chuwe
* chehre ko din me 4-5 bar dhoye
* Khoob sara paani piye
* dhhop me jyada na nikle
* kakdi ka ras piye

Ye bhi padhe

*Oily skin ke liye gharelu nuskhe
* face gora karne ke upaye

Disqus Shortname

Comments system